Hello Dosto Bharat Me Kai Prachin Hindu Mandir He Jo Bahut Hi Prasidh He. Aur Kai Mandir He Jinme Kai Raj Chhupe Huve He. To Kai Mandir Rahsymay Gatana Ke Karan Prasidh He.
Bharat Ke Prachin Hindu Mandir
Famous Hindu Temple In India
Ye He Bharat Ke Prachintam Mandir Jo Kafi Prasidh He.
1. Somnath Mandir Jo Gujarat Me He
2. Dwarikadhish Mandir (Gujrat)
3. Badami Mandir (Karnataka)
4. Chennakesava Mandir (Karnataka)
5. Shree Varadaraja Temple (Tamilnadu)
6. Kumesvaram Mandir (Tamilnadu)
7. Kedarnath Temple (Uttarakhand)
8. Badrinath Mandir (Uttarakhand)
9. Lingraja Mandir (Bhubneswar-Odisha)
10. Kailash Mandir (Maharashtra)
11. Bruhadeshwar Mandir (Thanjavur-Tamilnadu)
12. Shiv Mandir Ambarnath (Maharashtra)
13. Shore Temple (Mahabalipuram -Tamilnadu)
10. Kailash Mandir (Maharashtra)
11. Bruhadeshwar Mandir (Thanjavur-Tamilnadu)
12. Shiv Mandir Ambarnath (Maharashtra)
13. Shore Temple (Mahabalipuram -Tamilnadu)
Ye He Bharat Ke Rahsymay Hindu Mandir
Ye Bharat Ke Mandir He Jinka Rahasy since Bhi Nahi Jan Paya
1. Karni Mata Mandir Rajasthan
Karni Mata Ka Mandir Rajasthan Me Bikaner Ke Pas Deshnok Sahar Me Pratisthit He.
Karni Matake Mandir Ka Rahasy He Ki Yaha Mata Ka Prsad Chuhe Khate He Aur Vahi Prasad Mata Ke Bhakt Khate He. Since Kahta He Ki Chuhe Ke Katne Se Ya Chuhe Ka Jutha Khane Se प्लेग Nam Ki Bimari Hoti He. Lekin Yaha Karni Mata Ki Kripa Se Kisi Ko Ye Bimari Nahi Hoti. Aur Yaha Pe Chuhe Kisi Ko Kat Te Nahi He.
2. Jwalamukhi Mandir
Is Mandir Me Jwaladevi Birajman He. Ye Mandir Himachal Pradesh Ke Kalidhar Pahadi Ke Madhy Me Pratisthit He.Is Jagah Pe Sati Mata Ki Jibh Giri Thi.
Yaha Pe Dharti Ke Garbh Se Jwala Ye Nikalti He Jo No(9) Rango Ki Hoti He.In 9 Jwalao Ko Devi Shakti Ke Rup Mana Jata He.
Ab Tak Kisiko Ye Pata Nahi Chala Ki Ye Jwalaye Rang Kese Badalti He Aur Ye Kese Prajvlit Hoti He Aur Kab Tak Prajvlit Rahegi.

3.Mahendipur Balaji Mandir
Rajasthan Ke Dausa Jille Me Pratisthit He. Hanumanji Ke Bajarangbali Ke 10 Mukhy Sidhhpitho Mese aek He
Jin Logo Pe Bhut Pret Aur Buri Aatma Ka Vas Hota He Ve Yaha Ke Pretraj Aur Kotval Kaptan Mandir Ki Jad Me Aate Hi Chikhane Lagte He. Aur Pal-bhar Me Un Mese Bhut Pisach Ka Saya Dur Hota He.
4.Kalbhairav Mandir
To Ye Mandir He Jo Rahsymay He in Rahasyo Ka Karan Vignan Bhi Nahi Jan Paya He.
Jin Logo Pe Bhut Pret Aur Buri Aatma Ka Vas Hota He Ve Yaha Ke Pretraj Aur Kotval Kaptan Mandir Ki Jad Me Aate Hi Chikhane Lagte He. Aur Pal-bhar Me Un Mese Bhut Pisach Ka Saya Dur Hota He.
4.Kalbhairav Mandir
Kalbhairav Ka Mandir Madhyprdesh Ke Ujjain Se 8 Km Ki Duri Pe Pratisthit He.
Prasad Ke Rupme Yaha Sarab Hi Chathate He. Khas Bat to Ye Heki Jab Sarab Ka Pyala Kalbhairav Ki Parrima Ke Mukh Se Lagaya Jata He To Vah Aek kshn Me Khali Hojata He.To Ye Mandir He Jo Rahsymay He in Rahasyo Ka Karan Vignan Bhi Nahi Jan Paya He.
Super click bhanej
ReplyDelete